Raju the real real virus boy

hmm Raju Mohanta i always confused boy !!!

Friday, December 3, 2010

Dard Bhari Baataien !

Dilon se khelne ka hunar hume nahi aataIsiliye ishq ki baazi hum haar gayeMeri zindagi se shayad unhe bahut pyar thaIsiliye mujhe zinda hi maar gaye….




Zindagi mein ek haseen galti kar baitheHum nadani mein pyar kar baitheDil ko apne khud thokar maar baitheEk bewafaa se murhum ki umeed kar baithe




Sari umar ankho me ek sapna yaad raha,Sadiyan beet gayi jisme wo lamha yaad raha,Na jane kya baat thi unme,Sari mehfil bhul gaye bus wo hi ek chahra yaad raha…



Koi kuch bhi na kahay to pata kya haiIs bechain khamoshi ki wajah kya haiUnhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhiWoh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai…….


Kabhi kabhi ye dil jaroor rota hai,jab koi apna mil kar nazron se door hota hai.kyun roti hai kambakht yeh ankhe,kyun ki dil se jayada inka hi kasoor hota hai…


Wada kar ke jo mukar jate hainWoh log sab se jyada kareeb hote hainWaqt to chalta hai chal ke badalta haiPar ye log waqt se pehle hi badal jate hain..


Khaali shishe bhi nishaan rakhte hain,Tute hue dil bhi armaan rakhte hai…Jo khaamoshi se guzar jaaye,Woh dariyaa bhi dil me toofan rakhte hai…



woh hume bulne ki baat karte haizara unse pucho who hume kab yaad karte haiJo karte the kabhi humse bahot mohabbatAaj akele rehne ki baat karte hai.



Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota,Har dil mohabbat ke kabil nahi hota,Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me,Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…



Waqat badalta hai zindagi ke sathzindagi badalti hai mohabbat ke sathMuhabbat nahi badalta apno ke sathBus apne badal jate hain waqat ke sath….




Jab bhi yaad aati hai muskura lete haikuch palo ke liye har gam bhula dete haikaise bhig sakti hai palke aap keaap ke hisse ke aansu to hum baha lete hai..




Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..



Kuchh log aise hote hain jo pal bhar me paraya kar jatey hainManzil ko dekhtey hi ek pal me rasta badal jatey hainJate jate dil se woh kuchh is kadar khel ke jatey hainJiski aag me hum umra bhar baas jaltey hi reh jatey hain..




Zindagi se wafa hamne bhi ki hain bahot parGamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi,Ek tujhko pakar bahut khush tha main ,Par sath tera manzil tak mila bhi to nahi…





“Kafan se mat dhako mere is chehre ko,mujhe aadat hai muskuraane ki …Mat Dafnaao muzhe Kabarr me,Mujhe ab bhi umeed hai kisi ke aane ki





Ek khoobsoorat dhokha hai ishq yaaro,Hai har mohobbat ek jhoot yaaro,Jitni khoobsoorat ho sajan utni gehri hai wo bewafaai yaaro,Na yakin ho, to mere mehboob ki tasveer hi dekhlo yaaro…”






Paas aakar yun hum tum dur kyon ho gayePal bhar mein hi khayal kyon tinko mein bikhar gayeTeri mauzudgi ka ehsaas ab tanhayee main hota haiJab aankon se teri yaad paani bankar nikalti hai






Mere Honton ke mehaktay hue naghmon par na ja,Mere seenay main kai aur bhi gam paltey hain,Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar,Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain.





zindagi ek chahat ka silsila hai,koi milgaya to koi bichad gaya,jinhein maanga tha humne duaoon mein, wo kisi aur ko bin maange hi milgaya……




Unke chehre pe is kadar noor haik unki yaad mein rona bhi manzoor haibewafa bhi nahin keh sakte unkopyaar to humne kiya, wo to bekasoor hai-Hassan




Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aya,khali hi sahi hathon me jaam to aayamain hoon bewafa sabko bataya usne,yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya





Hale dil apna unhe sunate hainAur Vo muskurakar dil jalate hainKal tak jo kehte thi ki hum phool khilayengeAaj apne haaton se chaman jalate hain



Din bhar soch mein doobon raaton ko chain nahinKaise keh doon dil mein ab koi nahinDoor tu hai par mohabbat tere liye kam nahinDuniya kya samjhe bewafaa tu hai hum nahin




Chaand se puchho ya mere dil se,Tanha kaise raat bitayee jaati hai…Ghaat-ghaat par phirne wale kya jaane,Shabnam se bhi pyaas bujhayee jaati hai…..




Dil ko adat si ho gayi hai chot khane kiBhingi palkon ke sang muskurane kiKash anjaam hum pehle se jaan jaateTo koshish na karte dil lagane ki





Woh mile humko kahani bankarDil mein rahe pyar ki nishani bankarHum jinhe jagah dete hai aankhon ke andarWoh aksar nikal jaate hai paani bankar



Khuda tumhe har dukh se door rakheteri palkon se har hanju door rakhehamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaanfaasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe—————————————–

No comments:

ଅଜଣା ବାଟେ , ଅଜଣା ହାଟେ , ଝିଅ ଟିଏ ଦେଖିଲି …

ଅଜଣା  ବାଟେ , ଅଜଣା  ହାଟେ , ଝିଅ  ଟିଏ  ଦେଖିଲି … ପହିଲି  ଦେଖା , ମୁରୁକି  ହସ , ମନ  ଗଲା ଚହଲି … (ସେଇ ଅଚିହ୍ନା ଝିଅ ଟିକୁ , ସତେ  ଲାଗିଲା  ଦେଖୁ  ଦେଖୁ ...