Raju the real real virus boy

hmm Raju Mohanta i always confused boy !!!

Saturday, April 9, 2011

My Advice

Ek Dost apne Dost ke liye kya hota hai, Shyaad Bhagwan se bhi Zyada hota hai, Radha to roti hai apne Krishna k liye, Par Krishna to Sudama Ke liye rota hai.


Dosti is something that no1 can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date



Dil ki hasti bikhar gai hoti, aur Ruh ke Zakhm bhar gaye hote, jindagi aap jaise dosto ki amanat hai, varna hum to kabke mar gaye hote...


Sabne Kaha Dosti ek dard hai, Humne kaha dard kabul hai, sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge, humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai…



Tere golden chere ki beauty ne mere komal dil par attack kiya,sab ko rijackt kiya,,tum ko select kiya request hai tum ise refuse na karna,dosti ke is bulb ko fuje naa karna.




•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸Some friends are like a Flower•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸ and when they finally bloom•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸they wilt away•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸ in just one day •.¸¸.•♥´¨`♥•.¸and some times just by noon•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸ Some friends are like a cloudy day •.¸¸.•♥´¨`♥•.¸ and when the sun's in sight•.¸¸.•♥´¨`♥•. it gets blocked by the grayest cloud



Dhokha de ke dosti karo lekin Dosti kar ke dhokha mat dena Soch Ke Dosti karo Leking Dosti karke mat Socho, Dil Dukha ke Dosti karo Lekin Dosti karne ke baad Dil mat dukhao




Apki dosti humari kahani he ye kahani is waqt ki Meherbani he humari mout ka to pata nahi par humari zindgi sirf apno ki Diwani he




Dosto ki Dosti pe marta hu me pi sakta hu Zehar sharab se Darta hu me Dushmano ki bewafayi ki parva nai dosto ki Bewafayi se Darta hu me



Dil se likhi bate dil ko chu jati hai, Aksar ankhe dil ki baat keh jati hai, kuch log dosti k mayne badal dete hai, or kuch logo ki dosti se duniya badal,




Zindgi Gujar jaye,per pyar kam na ho. Yaad Rakhna,Chahe paas Hum na ho. Qyamat Tak chalta Rahe dosti ka safar. Dua karo rab se kabhi ye rishta khatm na ho.




Humne kabhi Dosti ko jana na hota, Agar hamari zindgi me Apka Aana na hota, yuhi guzar dete zindgi ko, Agar Apko Apna pyara dost Mana na hota,




Dosti wo nahi hoti jo Jaan deti hai, Dosti wo nahi hoti jo Muskaan deti hai, asli dosti to wo hoti hai jo pani me gira aansu bhi pehchan leti hai.



Mujhse itna Rista to Bnaye Rakhna meri Chahat ko palko per Sajaye Rakhna Waqt ko koi Rok nahi Sakta per pyar Bhari is Dosti ko dil se lagaye Rakhna.




Milo k Faslo me B Duri na ho Baat na ho Aisi Majburi n ho Humari Tamanna He ki dosti Rahe Qayamat tak aap Dua karna Humari ye dua adhuri na ho



Dosti cheez nahi jatane ki. Hume adat nahi kisi ko bhulane ki. Hum islie karte hai bat kum, kyunki nazar lag jathi hai Rishto ko Zamane ki Mujhse itna Rista to Bnaye Rakhna Mari Chahat ko Palko Per Sajaye Rakhna Waqt ko koi Rok nahi sakta per Pyar Bhari is Dosti ko Dil se Lagaye Rakhna




Udaas na hona, kyu ki main sath hu, Samne na sahi, Par tere dil ke pas hu, Palko ko band kar Dil se yaad krna, Main aur koi nhi, Dosti ka ek pyara sa ehsaas hu




Dosti Kabhi musibat nahi hoti, Bin Chahat khwahihs puri nahi hoti, apni zindagi me hamari maujdgi ko, bevajah mat smjhna, kyunki palken aakho par bojh nahi hoti



Koi Chhupata hai koi bataata hai koi rulata hai koi hansata hai dosti to her kisi ki hai kisi na kisi se fark itna hai ki koi aajmata hai aur koi Nibhata hai



Har baar dil se yeh paigaam aaye Zubaan kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen tmaam aaye




PYAR KARNEWALON KI KISMAT KHARAB HOTI HAI, HAR WAQT INTEHA KI GHADI SAATH HOTI HAI, WAQT MILE TO RISHTO KI KITAB KHOL KE DEKHLENA, DOSTI HAR RISHTEY SE LAJAWAB HOTI HAI




Kinaro pe sagar ke khazane nahi aate, Fir jeevan mein dost purane nahi aate, Jee lo in palo ko hass ke janab, Fir laut ke dosti ke zamane nahi aate,




Duri ho to ehsaas hota hai, Dost k bina jiwan kitna udaas hota hai, Umar ho apki sitaro jitni lambi, Aisa dost kahan har kisik paas hota hai, Kinaro pe sager ke khazane nahi aate, Fir jeevan mein dost purane nahi aate, Jee lo in palo ko hass ke janab, Fir laut ke dosti ke zamane nahi aate,

No comments:

ଅଜଣା ବାଟେ , ଅଜଣା ହାଟେ , ଝିଅ ଟିଏ ଦେଖିଲି …

ଅଜଣା  ବାଟେ , ଅଜଣା  ହାଟେ , ଝିଅ  ଟିଏ  ଦେଖିଲି … ପହିଲି  ଦେଖା , ମୁରୁକି  ହସ , ମନ  ଗଲା ଚହଲି … (ସେଇ ଅଚିହ୍ନା ଝିଅ ଟିକୁ , ସତେ  ଲାଗିଲା  ଦେଖୁ  ଦେଖୁ ...